Blogger Template से Footer Credit Edit और Remove कैसे करें

1
275
how to remove footer credit in blogger, how to remove footer credit from blogger templates, blogger templates without footer credit

Aap kisi bhi theme ka footer credit edit and remove kar sakte ho bas apko kuch step follow karna padega to sabse pehle apko ek code copy karna hai jesa ki aap uper bala code dekh rahe ho us code ko copy karne ke baad apko apne not book me paste kar lena hai phir us code me apko edit karna hai us code me sabse pehle apko 2021 ke jagh pe agr aap 2022 likhna chahte ho to aap likh ke edit kar sakte ho phir apko apne website ka url dalna hoga url utna hi dena hai code ke ander jitna ki apko dikh jayega pehle se code ke ander ( https://Researchtnews.blogspot.com )

how to remove footer credit in blogger, how to remove footer credit from blogger templates, blogger templates without footer credit

baki ek bhi letter ko delete mat karna nahi to kaam kharab ho jayega, phir apko (Research T News ) ke jagh pe apne website ka naam likhna hai phir us code ko copy kar lena hai achhi treh edit karne ke bad

how to remove footer credit in blogger, how to remove footer credit from blogger templates, blogger templates without footer credit

to copy karne ke baad apko paste karna hai apko apne theme ke (edit html) me jese ki apko uper bala photo me dikh jayega

how to remove footer credit in blogger, how to remove footer credit from blogger templates, blogger templates without footer credit

To ye sab hone ke baad ek kaam aur karna hai jese ki uper bala photo me dikh raha hai same usi parkar se apko spase de ke likh dena hai, to itna hone ke baad apka kaam ho jayega phir footer credit me apka blog ka address aur apke blog ka naam dikhega, to code ko copy karne ke liye niche diya gya (lern more) ke button pe cilik karke aap code ko bahut aasani se copy kar sakte ho

1 COMMENT

  1. Blogger ke website se earning risk ko remove kesai kare please sir aur mera website blogger per custom domain per hai mene earning risk code blogger ke setting me bhi paste kar diya hai tab bhi erron remove nahi hora hai

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here